(Asha: achha ji main haari chalo maan jaao na
Rafi: dekhi sab ki yaari mera dil jalaao na) (2)
Asha: chhote se kusoor pe aise ho khafaa
Rafi: roothe to huzooe the meri kya khataa
Asha: dekho dil na todo
Rafi: chhodo haath chhodo
Asha: dekho dil na todo
Rafi: arre chhodo haath chhodo
Asha: chhod diya to haath maloge samjhe
Rafi: aji samjhe
(Asha: achha ji main haari chalo maan jaao na
Rafi: dekhi sab ki yaari mera dil jalaao na) (2)
(Asha: jeevan ke yeh raaste lambe hai sanam
Rafi: kaatenge yeh zinadgi thokar kha ke hum) (2)
Asha: hoye zaalim saath le le
Rafi: achhe hum akele
Asha: hoye zaalim saath le le
Rafi: hey achhe hum akele
Asha: chaar kadam bhi chal na sakoge samjhe
Rafi: haan samjhe
Asha: achha ji main haari chalo maan jaao na
Rafi: dekhi sab ki yaari mera dil jalaao na
Asha: jaao reh sakoge na tum bhi chain se
Rafi: tum to khair lootna jeene ke maze
Asha: kya karna hai jee ke
Rafi: ho rehna kissi ke
Asha: kya karna hai jee ke
Rafi: arre ho rehna kissi ke
Asha: hum na rahe to yaad karoge samjhe
Rafi: samjhe
(Asha: achha ji main haari chalo maan jaao na
Rafi: dekhi sab ki yaari mera dil jalaao na) (2)
-- Contributed by Chitralekha
-- Feb 26, 2004 |