(aji aisa mauka phir kahaan milega
hamare jaisa dil kahaan milega
aao tumko dikhlata hoon paris ki ek rangeen shaam
dekho dekho dekho dekho dekho, an evening in paris) (2)
(dekho yeh pariyon ki toli, meethi meethi jinki boli
kya kya dil par rang jamaaye, jalvo ki yeh aankh-micholi) (2)
aji aisa mauka phir kahaan milega
hamare jaisa dil kahaan milega
aao tumko dikhlata hoon paris ki ek rangeen shaam
dekho dekho dekho dekho dekho, an evening in paris
(haathon mein haatho ko daale, phirte hai aashiq niraale
dhoondho yahaan tum bhi saathi, mil jaayege husnwaale) (2)
aji aisa mauka phir kahaan milega
hamare jaisa dil kahaan milega
aao tumko dikhlata hoon paris ki ek rangeen shaam
dekho dekho dekho dekho dekho, an evening in paris
(apne dil ka daaman bhar lo, mar jaaoge pyaar kar lo
kal ka sapna kissne dekha, inn raahon se aaj guzar lo) (2)
(aji aisa mauka phir kahaan milega
hamare jaisa dil kahaan milega
aao tumko dikhlata hoon paris ki ek rangeen shaam
dekho dekho dekho dekho dekho, an evening in paris) (2)
an evening in paris, an evening in paris
-- Contributed by Chitralekha
-- Sept 07, 2003
|