Aur kuchh der thahar, aur kuchh der na ja
aur kuchh der thahar,aur kuchh der na ja
aur kuchh der thahar
raat baaqi hai abhi, raat mein ras baaqi hai
paake tujko tujhe, paane ki hawas baaqi hai
aur kuchh der thahar, aur kuchh der na ja
aur kuchh der thahar, aur kuchh der na ja
aur kuchh der thahar
jism ka rang, faja mein jo bikhar jayega
meharban husn tera, aur nikhar jayega
lakh zalim hai jamana, magar itna bhi nahi
tu jo bahon mein rahe, waqt thahar jayega
aur kuchh der thahar, aur kuchh der na ja
aur kuchh der thahar, aur kuchh der na ja
aur kuchh der thahar
zindagi ab inhi kadmo, pe luta doon to sahi

ae hasin but main khuda, tujhko bana doon to sahi
aur kuchh der thahar, aur kuchh der na ja
aur kuchh der thahar, aur kuchh der na ja
aur kuchh der thahar, aur kuchh der na ja
aur kuchh der thahar
-- Contributed by Parvez Alam
-- Nov. 09, 2004 |