Maan mera ahesan arey naadan
kay mein nay tujh se kiya hay pyaar
mein nay tujh se kiya hay pyaar
meri nazar ki dhoop na bharti roop
to hota husn tera bekaar
mein nay tujh se kiya hay pyaar
ulfat na sahi nafrat hi sahi
oooo oo oo ooo oo ooo oooo
ulfat na sahi nafrat hi sahi
is ko bhi muhabbat kehtey hein
to lakh chuppaye bhed magar
hum dil mein sammaye rehtey hein
tarey bhi dil mein aag uthi hay jaag
zubaan se chahe ne kar iqraar
mein ney tujh se kiya hay pyaar
apna na banaloon tujh ko agar
hoo oo o oooo o oo o o oo
apna na banaloon tujh ko agar
ik rooz to mera naam nahi
pather ka jigar pani kar don
yeh to koi muskhkil kaam nahi
chhor de ab yeh kheel tu kar ley mail
marey sang maan lay apni haar
mein nay tujh se kiya hay pyaar
maan mera ehsaan arey nadaan kay
mein nay tujh se kiya hay piyaar
mein nay tujh se kiya hay pyaarrrrr....
-- Contributed by jawad
-- May 05, 2004 |