Database
Search
Track Movie

Main Ne Socha Tha Agar
Film Name:Non-Filmi Ghazals
Year: 
Singer(s)Mohd Rafi    
Lyricist:Nyaya Sharma 
Musician(s):Babul
Lyrics
Save Main Ne Socha Tha AgarPrint Main Ne Socha Tha AgarMaine socha tha agar mout se pahele pahele
Maine socha tha agar dooniya ke veerano mein
Maine socha tha agar hastee ke shumshano mein
Kisi insaan ko bus ek hee insan ki gar
suchee belag mohobbat kahin ho jaaye naseeb
wohi saahil jo bahot dur nazar aata hay
Khud ba khud kheenchta chala aata hay kashti ke kareeb
Maine socha tha yunhi deel ke kanval khilte hain
Maine socha tha yunhi sabro sunko silte hain
Maine socha tha yunhi deel ke jeegar silte hain
LEKIN
Sochne hee se murade to nahin mil jaati
Aisa hota to hareek dil ki tamana khilti
Koshishen laakh sahee baat nahin buntee hain
Aisaa hota to hareek rahi ko manzil milti
Maine socha tha ke insaan ki kismat aksar
Foot jati hain beekhurtee hain sambhal jati hain
Apsura chand ki budly se nikle aati hain
Par mere bakht ki gardish ka to koi unt nahin
Khushk dharti bhi to majudhar buni jati hain
Kya mukadar se shikayat kya zamane se geela
Khud meri sans bhi tulwar buni jati hain
HAAY PHIR BHI SOCHTA HOON
Raat ki syani mein taro kr diye julte hain
Khoon jub rota hain dil geet tabhi dhalte hain
Jinko jeena hain wo marne se nahin durte hain
EES LIYE
Mera pyala to ye khali to ye khali hee sahi
mujko hoton se lagane do yunhi peenay do
Zindagi meri har ek mod pe nakaam e sahi
Phir bhi oomindo ko pal bhar ke liye jeene do
Phir bhi oomindo ko pal bhar ke liye jeene do

-- Contributed by raviraj
-- Feb 29, 2004
Remarks - extra Information
Extra Information not available! Would you like to add it?
Search
Track Movie




Copyright © 2000-2007. All Rights Reserved. Entries (RSS) and Comments (RSS). Advertise | Sitemap