nazar mein bijali adaa mein shole
janaab-e-aali main sadke jawaa
zara palatke idhar to dekho (2)
o gusse wali main sadke jawaa
nazar mein bijali adaa mein shole
janaab-e-aali main sadke jawaa
zara palatke idhar to dekho (2)
o gusse wali main sadke jawaa
(kabhi to hum ko salaam kar lo
kabhi to poochho ke haal kya hai) (2)
yeh husn tum ko diya khuda ne
tumhara iss mein kamaal kya hai
nazar mein bijali adaa mein shole
janaab-e-aali main sadke jawaa
zara palatke idhar to dekho
haan zara palatke idhar to dekho
o gusse wali main sadke jawaa
(tera yeh aashiq tera deewana
zamane bhar se judaa hai pyaare) (2)
labo pe mere jo aa gayi hai
woh tere dil ki jageh hai pyaare
nazar mein bijali adaa mein shole
janaab-e-aali main sadke jawaa
zara palatke idhar to dekho
haaye zara palatke idhar to dekho
o gusse wali main sadke jawaa
(guroor tera main tod doonga
yeh naaz tera nahin sahoonga) (2)
jo pyaar se tu yeh jaan maange
kasam khuda ki main jaan doonga
nazar mein bijali adaa mein shole
janaab-e-aali main sadke jawaa
zara palatke idhar to dekho (2)
o gusse wali main sadke jawaa
-- Contributed by Chitralekha
--Sept 08, 2003
|