Rafi: pyaar ka lekar udan khatola, aaya prem pujaari
(pyaar ka lekar udan khatola, chala yeh prem pujaari
bina pankh jab udi mohabbat, dekhe duniya saari) (2)
take off to hui maze se landing ki hai baari
lage na dhakka baandh le kas ke pyaar ki peti pyaari
Sharada: pyaar ka lekar udan khatola, chala yeh prem pujaari
bina pankh jab udi mohabbat, dekhe duniya saari
iss duniya ne laakh khadi ki badi badi deewaaren
mil gayi milne wale ud ke neeche reh gayi caarey
Rafi: pyaar ka lekar udan khatola, chala yeh prem pujaari
bina pankh jab udi mohabbat, dekhe duniya saari
aaja mil kar geet milan ke dharti par ab gaaye
Sharada: janam janam ke pyaase man ki, saiyaan, pyaas bujhaaye
Rafi: pyaar ka lekar udan khatola, chala yeh prem pujaari
bina pankh jab udi mohabbat, dekhe duniya saari
Sharada: pyaar ka lekar udan khatola, chala yeh prem pujaari
bina pankh jab udi mohabbat, dekhe duniya saari
-- Contributed by Chitralekha
-- Feb 26, 2004 |