tasveer banata hoon teri khoon-e-jigar se
khoon-e-jigar se
dekha hay tujhey mein nay muhaabat ki nazar se
arey muhabbat ki nazar se
jitney bhi miley rang wo sab bhar diye tujh mein
ik rang-e-waffa aur hay laoon wo kidhar se
arey laoon wo kidhar se
tasveer banata hoon teri khoon-e-jigar se
khoon-e-jigar se
saawan teri zulfon se ghata mang kay layya
bijli ne churai hay tadap teri nazar se
arey tadap teri nazar se
tasveer banata hoon teri khoon-e-jigar se
khoon-e-jigar se
mein dil mein bula kar tujhey rukhsat na karonga
mushkil hay tera lout kay jana marey ghar say
arey jana marey ghar se
tasveer banata hoon teri khoon-e-jigar se
khoon-e-jigar se
-- Contributed by jawwad
-- May 7, 2004 |