Teri aankhon ke siva duniya mein rakha kya hai(2)
yeh uthe subah chale
yeh jhuke sham dhale
mera jeena mera marna inhi palkon ke thale
Teri aankhon ke siva duniya mein rakha kya hai
palkon ki galiyo mein chehre baharon ke haste huye
hai mere khabon ke kya kya nagar inme bajte huye
o o
palkon ki galiyo mein chehre baharon ke haste huye
yeh uthe subah chale
yeh jhuke sham dhale
mera jeena mera marna inhi palkon ke thale
Teri aankhon ke siva duniya mein rakha kya hai
inme mere aanewale zamane ki tasveer hai
chahat ke kajal se likhi huyi meri takdeer hai
o o
inme mere aanewale zamane ki tasveer hai
yeh uthe subah chale
yeh jhuke sham dhale
mera jeena mera marna inhi palkon ke thale
Teri aankhon ke siva duniya mein rakha kya hai
yeh uthe subah chale
yeh jhuke sham dhale
mera jeena mera marna inhi palkon ke thale
Teri aankhon ke siva duniya mein rakha kya hai
-- Contributed by jskforyou
-- March 19, 2004 |