Rafi: akeli mat jaiyo raadhe jamuna ke teer
ho ji ho
tu ganga ki mauj main jamuna ka dhara (2)
ho rahega milan
yeh hamara ho hamara tumhara rahega milan
yeh hamara tumhara
agar tu hai saagar to majhdhaar main hoon, majhdhaar main hoon
tere dil ki kashti ka patvaar main hoon, patvaar main hoon
chalegi akele na tumse yeh naiyaa, na tumse yeh naiyaa
milegi na manzil tumhe bin khevaiya, tumhe bin khevaiya
chale aao ji, chale aao ji
chale aao maujho ka lekar sahara, ho rahega milan
yeh hamara tumhara
bhala kaise tootenge bandhan yeh dil ke, bandhan yeh dil ke
bichhadti nahin mauj se mauj milke, ho mauj milke
chhupoge bhanvar mein to chhupne na denge, to chhupne na denge
doobo denge naiya tumhe dhoondh lenge, tumhe dhoondh lenge
banaayenge hum (2)
banaayenge toofaan ko ek din kinara, ho rayega milan
yeh hamara tumhara
tu ganga ki mauj main jamuna ka dhara (2)
ho rahega milan
yeh hamara ho hamara tumhara rahega milan
yeh hamara tumhara
hmm hmm hmm
Lata: tu ganga ki mauj main jamuna ka dhara ho
Rafi, Chorus: rahega milan
yeh hamara
Chorus: hoooo hamara tumhara rahega milan
yeh hamara tumhara
tu ganga ki mauj main jamuna ka dhara (2)
ho rahega milan
yeh hamara
-- Contributed by Chitralekha
-- Sept 07, 2003
|