Tu mere saamne hai
teri zulfein hain khuli
tera aanchal hai dhala
Main bhala hosh mein kaise rahun
Tu mere saamne hai...
Teri aankhen to chhalakte huye
paimaane hain
aur tere hont, larazate huye
maikhaane hain
mere armaan issi baat pe deewane hain
main bhala hosh mein kaise rahun
kaise rahun
Tu mere saamne hai...
Tu jo hansti hai to
bijli si chamak jaati hai
teri saanson se gulaabon ki
mahek aati hai
tu jo chalti to
kudrat bhi bahek jaati haiii
main bhala hosh mein kaise rahun
kaise rahun
Tu mere saamne hai
teri zulfein hai khuli
tera aanchal hai dhala
main bhala hosh mein kaise rahun
tu mere saamne hai
-- Contributed by Sharad
-- August 25, 2003 |