Yaar chulbula hai
haseena dil rubaan hai
jhoot bolta hai
magar zara zara
To bolo ji, phir kya kare deewana
to bolo ji, phir kya kare deewana
Yeh kisse pata hai
yeh husn ki adaa hai
tumko dil diya hai, magar zara zara
to dekho ji, dhokhe mein aa na jaana
to dekho ji, dhoke mein aa na jaana
Yaar chulbula haiii eeeyy
chhordho shararat shabab ke hain din
bachpan ke shayad janaab ke hain din
bas issi adaa par hum sanam tumhare holiye
kis tarah yakeen humkop aaye to boliye
o sunlo to sunlo, to sun sun sun sun
to sun lo ji, kehta hai kya zamaana
to dekho ji, dhoke mein aa naa jaana
ha ha yaar chulbulaa haiii eey yeyyy
uljhe se baalon ka hai yeh haal kya
tumne jo dekha to aa gaya nasha
chal raha hai teer dil bachaayiye bachaayiye
pehle naino ki jhuki kamaan to uthaayiye
to dekho, to dekho, to dekh dekh dekh dekh
to dekho ji, dil ho gaya nishaana
to bolo ji, phir kya karen deewana
yaar chulbula haiii
aise haseenon ka aitbaar kya
accha to takte ho baar baar kya
dekhta hoon kisne yeh haseen shakal banaayi
aisa lag raha khaitumne gehri chot khaayi hai
to dekho to dekho, to dekh dekh dekh dekh
to dekho ji, is dil ka chilmilaana
to dekho ji, dhoke mein aa na jaana
yaar chulbula hai, haseen dil rubaan hai
jhoot bolta hai, magar zara zara
to bolo ji, phir kya kare deewana
to dekho ji, dhoke mein aa na jaana...
-- Contributed by Sharad
-- August 25, 2003 |