Yeh Chand sa roshan chehra, Zulfon ka rangg sunhara,
Yeh jheel si neeli aankhain, koi raaz hay in may gahra,
Taarif karoo kyaa uss ki jiss ne tumhe banaya

Ik cheez qayamat bhi hay, logon say suna kartay thay,
Tumhe dekh kay maine maana, woh theek kaha kartay thay,
Woh theek kaha kartay thay,
Hay chaal may teri zaalim, kuch aisi bala ka jaadu,
Sau baar sambhala dil ko, parr ho kay raha bay qaabu,
Taarif Karoo kyaa uss ki jiss ne tumhe banaya,
Yeh Chand sa roshan chehra, Zulfon ka rangg sunhara,
Yeh jheel si neeli aankhain, koi raaz hay in may gahra,
Taarif karoo kyaa uss ki jiss ne tumhe banaya
Harr subha kiran ki laali, hay rangg teray gaalo kaa,
Harr shaam ki chadar kaali, saaya hay teray baalo kaa,

Saaya hay teray baalo ka,
Tu bal khaati ik nadiya, harr mauj teri aangradaii
Jo inn maujo may dooba, uss nay hi duniya paaii,
Taarif karoo kya uss ki, jiss ne tumhe banaya,
Yeh Chand sa roshan chehra, Zulfon ka rangg sunhara,
Yeh jheel si neeli aankhain, koi raaz hay in may gahra,
Taarif karoo kyaa uss ki jiss ne tumhe banaya
May khauj may hoon manzil ki, aur manzil paas hay meray,
Mukhde say hata do aanchall, ho jaye duur andharay,
ho jaye duur andharay
Maana kay yeh jalway teray, kar day gay mujhay dewana,
Jee bharr kay zara may dekho, andaaz tera mastaana,
Taarif karoo kya uss ki, jiss ne tumhe banaya
Yeh Chand sa roshan chehra, Zulfon ka rangg sunhara,
Yeh jheel si neeli aankhain, koi raaz hay in may gahra,
Taarif karoo kyaa uss ki jiss ne tumhe banaya
-- Contributed by DjAB
-- May 12, 2004 |