Yeh dil deewana hai
dil to deewana hai
deewana dil hai yeh
dil deewana
ah ha ha
ah ha ha
yeh dil deewana hai
dil to deewana hai
deewana dil hai yeh
dil deewana...
Ah ha ha
Kaisa bedardi hai, iski to marzi hai
jab tak jawani hai, yeh rut suhaani hai
nazarein juda na ho, armaan khafa na ho
dilkash baharon mein chhupake chanaro mein
yun hi sada hum tum, baithe rahen gumsum
woh bewafa jo kahe humko jaana hai
Yeh dil
Yeh dil deewana Hai...
Bechain rehta hai, chupke se kehta hai
mujhko dhadhakne do, shola bhadhakne do
kaanton mein kaliyon mein, sajan ki galiyon mein
fera lagane do, chhodho bhi jaane do
kho to na jaaounga main laut aaounga
dekha suna samje accha bahana hai
yeh dil
yeh dil deewana hai...
Saawan ke aate hi, baadal ke chhaate hi
phoolon ke mausam mein, phoolon ke mausam mein
chalte hi purvaayi, milti hi tanhaayi
uljhaake baaton mein, kahataa hai raaton mein
yaadon mein kho jaaoun
jaldi se so jaaoun
kyon ke sawaria ko sapno mein aana hai
yeh dil
yeh dil
yeh dil deewana hai
dil to deewana hai
deewana dil hai yeh
dil deewana...
Ah ha ha
mm hmm hmm
-- Contributed by Sharad
-- August 25, 2003 |