Rafi: yeh khamoshiyaan yeh tanhaaiyan
mohabbat ki duniya hai kitni jawaan
Asha: yeh khamoshiyaan yeh tanhaaiyan
mohabbat ki duniya hai kitni jawaan
Both: yeh khamoshiyaan yeh tanhaaiyan
Asha: aa aa aa aa o ho ho
Rafi: aa ha
Asha: aa aa
Rafi: aa ha ha
Asha: o ho
Rafi: ho ho ho ho ho ho
Asha: yeh sardi ka mausam badan kaanpe thar-thar (2)
Rafi: yeh hai barf ke dher ya sangemarmar
Both: banaa le na kyon apni jannat yahaan
Rafi: yeh khamoshiyaan
Asha: aaa aaa aaa
Rafi: yeh tanhaaiyan
Asha: aaa aaa aaa
Rafi: mohabbat ki duniya hai kitni jawaan
Both: yeh khamoshiyaan yeh tanhaaiyan
Rafi: yeh oonche pahaado ke magroor saaye
Asha: yeh kehte hai unko nazar to milaaye (2)
Both: farishte bhi hai iss jagah bezubaan
Asha: yeh khamoshiyaan yeh tanhaaiyan
mohabbat ki duniya hai kitni jawaan
Both: yeh khamoshiyaan yeh tanhaaiyan
Rafi: na parda hai koyi na hai koyi chilman
Asha: jahaan paanv rakh de hai phislan hi phislan (2)
Both: kadam chhodte ja rahe hai nishaan
Both: yeh khamoshiyaan yeh tanhaaiyan
mohabbat ki duniya hai kitni jawaan
yeh khamoshiyaan yeh tanhaaiyan
Rafi: aa aa aa aa
Asha: aaa aa aaa ha
Both: aa aa aa aa
-- Contributed by Chitralekha
-- April 18, 2004 |