yun tho humne lakh haseen dekhe hain
tumsa nahin dekha
ho tumsa nahin dekha
yun tho humne lakh haseen dekhe hain
tumsa nahin dekha
ho tumsa nahin dekha
uff yeh nazar uff yeh ada(2)
kaun na ab hoga fida
zulfen hai ya badliya
aankhen hai ya bijliya
jane kis kis ki aayegi sazaa
yun tho humne lakh haseen dekhe hain
tumsa nahin dekha
aha ha tumsa nahin dekha
(tum bhi haseen rut bhi haseen
aaj yeh dil bas mein nahin)(2)
raaste khamosh hai
dhadkane madhosh hai
piye bin aaj hamein chadha hai nasha
yun tho humne lakh haseen dekhe hain
tumsa nahin dekha
ho tumsa nahin dekha
tum na agar bologe sanam(2)
mar to nahin jayenge hum
kya pari ya hoor ho
itni kyun magroor ho
maan ke to dekho kabhi kisi ka kaha
yun tho humne lakh haseen dekhe hain
tumsa nahin dekha
ho tumsa nahin dekha
yun tho humne lakh haseen dekhe hain
tumsa nahin dekha
ho tumsa nahin dekha
-- Contributed by jskforyou
-- March 19, 2004 |